x
Yes
No
Do you want to visit DriveHQ English website?
Inicio
Características
Precios
Prueba gratuita
Software cliente
Acerca de nosotros
Servidor de archivos
|
Solución de copias de seguridad
|
Servidor FTP
|
Servidor de correo electrónico
|
Alojamiento web
|
Software cliente
Servidor de archivos
Solución de copia de seguridad
Servidor FTP
Servidor de correo electrónico
Alojamiento web
Software cliente
Dillagi.txt - Hosted on DriveHQ Cloud IT Platform
Arriba
Subir
Descargar
Compartir
Publicar
Nueva carpeta
Nuevo archivo
Copiar
Cortar
Eliminar
Pegar
Clasificación
Actualizar
Ruta de la carpeta: \\DownloadCentre\Documents\Note Pad Files\Dillagi.txt
Girar
Efecto
Propiedad
Historial
Tumhain dillagi bhool jaanee paray gi muhabbat ki rahoun main aa ker tou dekho tarapnay pay meray na phir tum haso gay kabhi dil kisi say laga ker tou dekho tumhain dillagi..................... hontoun k pass aaye hasi kya majaal hai dil ka muaamla hai koi dillagi nahi dillagi bholl .................... zakhm pay zakhm kha k jee apnay laho k ghont pee aah na ker laboun ko see ishq hai dillagi nahi dillagi bhool.................. dil laga ker pata chalay ga tumhain aashqi dillagi nahi hoti kuch khel nahi hai ishq ki laag pani na samjhiye aag hai aag dillagi bhool................. khooun rulaye gee ye lagi dil ki khel samjho na dil lagi dil ki dillagi bhool ............ ye ishq nahi aasan bus itna samajh leejay ik aag ka deryaa hai aur doob k jana hai dillagi bhool........... tumhain dillagi................. tarapnay pey ................... wafaoun ki hamsay tawaqoou nahi hia ........................................................................................ ........................................................................................ ........................................................................................ wafaoun ki hamsay tawaqoou nahi hai magar aik baar aazma ker tou dekho zamanay ko apna bana ker tou dekha hamain bhi tum apna bana ker tou dekho KHUDA k liye chord do ab ye parda rukh say naqab utha k bari der ho gayi mahool ko talawatey QURAN kiye huye KHUDA k liye.................. ham na samjhay teri nazroun ka taqaza kya hai kabhi parda kabhi jalwa ye tamasha kya hia KHUDA k liye ............... janay jan hamsay ye uljhan nahi dekhi jati KHUDA k liye ............ k hain aaj ham tum nahi ghair koi shab-e-wasl bhi hai hijaab is qadar kion zra rukh say aanchal utha ker tou dekho shab-e-wasl ............ jafayen bohat keen bohat zulm dhaye kabhi ik nigah-e-karam is taraf bhi hamesha huye dekh ker mujhko barham kisi din zra muskura ker tou dekho hamesha huye......... jo ulfat main her ik sitam hai gwara ye sab kuch hai pass-e-wafa tumsay warna statay ho din raat jis tarha mujhko kisi ghair ko youn sata ker tou dekho agarchay kisi baat per wo khafa hain tou acha yehi hai tum apni si ker lo wo maanain na maanain ye marzi hai un ki magar un ko pur-nam bana ker tou dekho tumhain dillagi bhool jani paray gi muhabbat ki rahoun main aaker tou dekho
Dillagi.txt
Dirección de la página
Dirección del archivo
Anterior
24/104
Siguiente
Descargar
( 2 KB )
Comments
Total ratings:
0
Average rating:
No clasificado
of 10
Would you like to comment?
Join now
, or
Logon
if you are already a member.